Hdfc net banking kaise chalaye
Namskar dosto jaisa ki aap log mere blog ko dekh rahe honge ki mai dog ke bare me Jada post Kiya hu lekin dosto mai es samay tecnical ke. bare me aur stock market aur crypto currency ke bare me bhi post karna shuru. kar diya hu jaisa ki bahut se log hdfc bank me account open kiye honge aur net banking chalana nahi jante honge to Mai un logo ke liye yah post likh raha hu dosto hdfc bank ka netbanking chalana bahut hi asan hai sabse pahle. ham Google par jayenge aur search box me hdfc net banking. likhenge jaise. hi likhenge vaise hi kuch es tarah ka dikhega Jo niche image hai es trah
Jaisa ki upar chitra me hdfc net banking likha hai us par click karenge to folder niche ki trah khulkar aayega
Dosto es trah folder khul kar aayega Esme box me aap ko apne hdfc bank account ka customer ID dalna hoga customer ID dalne ke bad continue par click karna hoga fir niche chitra me kuch es trah se folder khulega dosto ab aap ko jo aro ka Nishan hai vaha par netbanking ka password dolna hai passward dolne ke bad kuch es trah ka folder aayega

Passward dalne ke bad kuch es trah do box Chhota Chhota dikhega jisme pahla wala Jo Chhota box hai vah virtual passward ke liye tik karna rahta vaise samanya taur par aap niche Wale box par tik karke login par tik kijiyega jaisa ki chitra me hai
Ab jaise hi tik karenge to aap ka net banking open ho jayega es trah dekhega yaha par log out hone ke liye Jo niche immage me aro bana hai se click karne par aap ka net banking logout ho jayega
Namskar
Post a Comment